Tuesday, 26 February 2013
Urdu Poetry, Wedding Poetry
Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi
Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi Hum Ko Bhi Dekh Le Zara Yunhi Kabhi Kabhi Jab Jab Meri Nazar Uthi Maangi Duaa Yahi Hum Ko Bhi Dekh Le Zara Yunhi Kabhi Kabhi Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi Koocha Koocha Basti Basti Khaak Chaan Ke Hum Haare Chubti Sard Hawaeyn Hain, Bane Sitaare Angaare Dil Ko Sukoon To Miley, Aankhon Ko Roshni Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi Kabhi Paristish, Kabhi Ibaadat, Kabhi Mohabbat Ki Hum Ne Teri Khaatir Laakh Koshishain Bina Shikaayat Ki Hum Ne Ho Intezaar Ka Sila Mere Haq Mein Bhi Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi....!
Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi
Hum Ko Bhi Dekh Le Zara Yunhi Kabhi Kabhi
Jab Jab Meri Nazar Uthi Maangi Duaa Yahi

Koocha Koocha Basti Basti Khaak Chaan Ke Hum Haare
Chubti Sard Hawaeyn Hain, Bane Sitaare Angaare
Dil Ko Sukoon To Miley, Aankhon Ko Roshni

Kabhi Paristish, Kabhi Ibaadat, Kabhi Mohabbat Ki Hum Ne
Teri Khaatir Laakh Koshishain Bina Shikaayat Ki Hum Ne
Ho Intezaar Ka Sila Mere Haq Mein Bhi
Fariyaad Hai, Shikaayat Hai, Tum Se Hai Arz Bhi....!

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment
http://merichahatein.blogspot.com/