Teri ankhon ka ye kajal bara anmol lagta hy, Teri zulfo ka ye badal bara anmol lagta hy,
Bara masoom sa hy ye tere chehre ka bhola pan, Tera wo shok chanchal dil bara anmol lagta hy,
Tere pairon ki wo payal tere hathon ka wo kangan, Wo jhumka tere kaano ka bara anmol lagta hy,
Jo milty ho mujhse rahon mn to diljhoom uthta hy, Zara se sath ka wo pal bara anmol lagta hy,
Wo kaghaz pe tera naam likhna or mita dena Mujhy ye khud ka pagal pan bara anmol lagta hy.
Tuesday, 4 June 2013
Urdu Poetry, Wedding Poetry
Teri ankhon ka ye kajal bara anmol lagta hy
Teri ankhon ka ye kajal bara anmol lagta hy, Teri zulfo ka ye badal bara anmol lagta hy, Bara masoom sa hy ye tere chehre ka bhola pan, Tera wo shok chanchal dil bara anmol lagta hy, Tere pairon ki wo payal tere hathon ka wo kangan, Wo jhumka tere kaano ka bara anmol lagta hy, Jo milty ho mujhse rahon mn to diljhoom uthta hy, Zara se sath ka wo pal bara anmol lagta hy, Wo kaghaz pe tera naam likhna or mita dena Mujhy ye khud ka pagal pan bara anmol lagta hy.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment
http://merichahatein.blogspot.com/