Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai,
Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai,
Magar Ye Bat Sub K Samnay Kehna Bhi Mushkil Hai,
Har Ek Shay Tham Gai Hai, Sans Bhi Ankhon Ka Pani Bhi,
K Ab To Ansoo Ka Ankh Se Behna Bhi Mushkil Hai,
Baja Hai Zulum Hai Tera, Magar Ay Sheher Ke Hakim,
Sitam Haad Se Guzar Jaye To Phir Sehna Bhi Mushkil Hai,
Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai,
Galat Ko Is Zamany Main Galat Kehna Bhi Mushkil Hai,
Lutairoooon K liye Aye Roshni Jannat Hai Ye Dharti,
Yahan Hasas Insan K Liye Rehna Bhi Mushkil Hai, — with Muskan Khan Kakar and 39 others.
Photo: Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai,
Magar Ye Bat Sub K Samnay Kehna Bhi Mushkil Hai,
Har Ek Shay Tham Gai Hai, Sans Bhi Ankhon Ka Pani Bhi,
K Ab To Ansoo Ka Ankh Se Behna Bhi Mushkil Hai,
Baja Hai Zulum Hai Tera, Magar Ay Sheher Ke Hakim,
Sitam Haad Se Guzar Jaye To Phir Sehna Bhi Mushkil Hai,
Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai,
Galat Ko Is Zamany Main Galat Kehna Bhi Mushkil Hai,
Lutairoooon K liye Aye Roshni Jannat Hai Ye Dharti,
Yahan Hasas Insan K Liye Rehna Bhi Mushkil Hai,
0 comments:
Post a Comment
http://merichahatein.blogspot.com/