Top Ad 728x90

Saturday 21 June 2014

Wo Meri Gali se Guzra to Boht Roya,

" Ghazal ...." Wo Meri Gali se Guzra to Boht Roya, Dunya k Dard Mein Bikhra to Boht Roya, Wo kehta Tha k Main Jee Lon ga Tumhare siwa, Par Jab wo Mujh se Bichra to Boht Roya, Wo kehta tha K main Tera Nahi hon, Jab mujh ko Yaad kar Ke soya to Boht Roya, Kabhi to Mujh ko Yaad Bhi na kiya karta tha, Ab jo Mere khayalon mein khoya to Boht Roya, Meri chahat Ko wo samajh Na paya, " Adii" Jab wo kisi aur ka huwa to Boht Roya....:;

" Ghazal ...."
Wo Meri Gali se Guzra to Boht Roya,
Dunya k Dard Mein Bikhra to Boht Roya,
Wo kehta Tha k Main Jee Lon ga Tumhare siwa,
Par Jab wo Mujh se Bichra to Boht Roya,
Wo kehta tha K main Tera Nahi hon,
Jab mujh ko Yaad kar Ke soya to Boht Roya,
Kabhi to Mujh ko Yaad Bhi na kiya karta tha,
Ab jo Mere khayalon mein khoya to Boht Roya,
Meri chahat Ko wo samajh Na paya,
" Adii"
Jab wo kisi aur ka huwa to Boht Roya....:; 

0 comments:

Post a Comment

http://merichahatein.blogspot.com/

Top Ad 728x90