Haseen Titliyon Ko Sataya Nahi Karte,
Kabhi Pariyon Se Dil Lagaya Nahi Karte......
Zulm Karte Hai Aksar Yehi Husn Wale,
Inko Chahat Ka Nagma Sunaya Nahi Karte.....
Tor Dete Hain Dil ko Sada Hi Sitamgar,
Aur Wajah Bewafayi Ki Bataya Nahi Karte.....
Mehekte Rahe Hain Ye Dil ke Chaman Mein,
Magar In Pe Haq Bhi Jataya Nahi Karte......
Jalna Hai Ulfat Ki Rasmon Mein Lekin,
Parwane Shamma Ko Bujhaya Nahi Karte.....
Mohabbat Hai Kya Ye mujh Se Puchho,
Kabhi Raah-E-Wafa Ko Bhulaya Nahi Karte......♥♥♥

0 comments:
Post a Comment
http://merichahatein.blogspot.com/